Dil aakhir kyun Rota hai
Jab jab PROJECT ka baadal chhaya
Jab DEADLINES ka saya lehraya
Jab PRESSURE maathey tak aya
Jab yeh tanha dil ghabraya
Humne dil ko ye samjhaya
Dil aakhir tu kyun rota hai
WORK LIFE mein yunhi hota hai
Yeh jo THANKLESS CLIENTS hain
COMPANY ne sabko hi baante hain
Thoda RE-WORK hai sabka kissa
Thodi NIGHTOUT hai sabka hissa
SAR tera bekaar hi chakrata hai
BUGs to har kisi ke CODE mein aata hai
Kyun tu aise pal khota hai
Dil aakhir tu kyun rota hai..

0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home