Kaash
kaash mein tumhe utna chaah sakta..
jitna mein tumhe chaahna chaahta hun..
kaash mein tumhe utna paa sakta..
jitna mein tumhe paana chaahta hun..
kaash mein tumhe utna soch sakta..
jitna mein tumhe sochna chaahta hun..
chahne, paane aur sochne ki seema
mein bahut pehle hi paar kar chuka hun
sirf yeh janm hi nahi..
aane wale saare janm.. mein tumhare naam kar chuka hun
jitna insaan ke bas mein ho
usse kahin jyada mein tumhe pyaar kar chuka hun.

0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home