woh log hi kyun dilon mein utar jate hain aksar, jinse kismat ka sitara nahi milta
woh log hi kyun saath chod jaate hain aksar, jinke bin zindagi ka gujara nahi hota
shayad is tarah tadpa kar bada luft aata hoga takdeer banane waale ko
kabhi jiye woh humari zindagi, dekhtein hain woh kab tak nahi rota..
