Saturday, October 6, 2007

suraj ki kirane kitni ,
baarish ki kitni boondain
kaun kitna tha tanha ishq mein
aur tha kaun kitna bechain juda hoke...

in sab ka kya karna ishq waalo ko
wo to bas khush hai ek duje ke hoke...

Friday, October 5, 2007

Tanha ho kabhi to mujhe dhoond lena,
na hun aas paas to bas aankhen moond lena.
yakeen hai mujhe har baar mein hi aunga nazar
kahin aur nahi mujhe bas tumhare khayalon mein hai rehna